Resultado encontrado

Nazar Laaye (feat. Rashid Ali & Neeti Mohan)

A.R. Rahman
Enviar Pesquisar

Main haara main, tera saara main
Meetha-meetha tu, khaara-khaara main
Tera saara main, saara main

Main haara main, tera saara main
Meetha-meetha tu, khaara-khaara main
Tera saara main, saara main

Sindoori rang suhagan sachcha
Sachcha re, sarmaaya jo paaya hai woh

Tu dil mein, maahi, aaya hai, maine maahi paaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Dil ne shagun manaya hai, ishq-parahuna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na

Nazar laaye jo tumko, jal jaaye woh
Jaan le, ye jag begaana, ho
Nazar laaye na, nazar laaye na

Maine haara main, tera saara main
Meetha-meetha tu, khaara-khaara main
Tera saara main, saara main

Maine haara main, tera saara main
Meetha-meetha tu, khaara-khaara main
Tera saara main, saara main (saara main)

Kaajal teeka peechhe kaanon ke
Nazron ko roke re
Duniya deti lakhon hi dhokhe
Meethi si hoke re

Tan ki main mirchein vaarun
Saari sharam utaarun
Maahi, na jag ko haarun
Kehta hai dil (kehta hai dil)

Maine haara main, tera saara main
Meetha-meetha tu, khaara-khaara main
Tera saara main, saara main

Observação

Resultado automático

Esta letra foi encontrada automaticamente e pode precisar de revisão.

Quando ela for adicionada ao catálogo principal do EMXStudio, poderá receber tradução, correção, categoria, artista vinculado e informações completas.