Resultado encontrado

dekhne walon ne

Udit Narayan & Alka Yagnik
Enviar Pesquisar

Dekhne waalon ne kya Kya nahin dekha hoga
Mera daava hai ke Tujhsa nahin dekha hoga
Jis tarah maine teri Raah taki hai barson

Yun kisi ne tera rasta Nahin dekha hoga

Din ho chaahe raat ho
Hum dono ka saath ho
Honton pe mere sanam
Bas teri hi baat ho
Bas tujhe pyaar doon
Bas tera naam loon
Baheke jo kabhi tujhko thaam loon

Is tarah se tujhe palkon mein Chhupa loonga main

Meri aankhon mein sirf Tera hi chehraa hoga

Dekhne waalon ne kya Kya dekha hoga

Chhaayi hai kya bekhudi
Yeh dil bhi betaab hai
Khushboo bikhre phool se
Bas itna sa khwaab hai
Jab tak chhaaon ho
Jab tak dhoop ho
Aise hi khilaa tera yeh roop ho

Jis tarah meri duaaon Mein tujhe maanga hai

Aise rab se naa kisine Tujhe maanga hoga
Dekhne waalon ne kya Kya nahin dekha hoga
Mera daava hai ke Tujhsa nahin dekha hoga
Jis tarah maine teri Raah taki hai barson
Jis tarah maine teri Raah taki hai barson
Yun kisi ne tera rasta Nahin dekha hoga
Dekhne waalon ne kya Kya nahin dekha hoga
Mera daava hai ke Tujhsa nahin dekha hoga.

Observação

Resultado automático

Esta letra foi encontrada automaticamente e pode precisar de revisão.

Quando ela for adicionada ao catálogo principal do EMXStudio, poderá receber tradução, correção, categoria, artista vinculado e informações completas.