Resultado encontrado

Laadki

Rekha Bhardwaj, Sachin-Jigar
Enviar Pesquisar

O-ri-o chiraiya too kal subah ud jaanaa re
Aaj kee raat rah jaanaa mere paas
Ho aaj kee raat ruk jaanaa mere paas
Galiyaan aur chaubaare saare dekhenge teri baat re
Naa aayi jo to karenge hum fariyaad

Teree ladki main teree ladki main
Teree ladki main chhodungi na tera haath
Teree ladki main ladki main teree ladki main ladki main
Teree ladki main chhodungi na tera haath

Dori khinchi dori palane kee toone moree
Mere sapanon ko jhulaayaa saaree raat
Bhale bagiya teri chodi bhale nindiya teri choree
Bas itti si baat to rakhiyo meri yaad

Teree ladki main teree ladki main teree ladki main
Chhodungi na tera haath chhodungi na tera haath
Teree ladki main ladki main teree ladki main ladki main
Teree ladki main chhodungi na tera haath

Observação

Resultado automático

Esta letra foi encontrada automaticamente e pode precisar de revisão.

Quando ela for adicionada ao catálogo principal do EMXStudio, poderá receber tradução, correção, categoria, artista vinculado e informações completas.